Create lyrics explanation
Select some words and click "Explain" button. Then type your
knowledge, add image or YouTube video till "Good-o-meter" shows
"Cool" or "Awesome!". Publish your explanation with "Explain"
button. Get karma points!
Siddharth – Ye Waqt Maut Ka Hai lyrics
Ye waqt maut ka hai
Ye waqt maut ka hai pret ka hai
Ye waqt maut ka hai
Ye waqt dard ka hai
Guzre kal ki bikhari raahe
Chhunkar nikali ye subah
Murda hai ye tann zinda hai jehen
Mitna hai tujhe dushman
Todu ungaliya hatho ki
Nochun putaliya aankhon ki
Sine mein jo tere aag meri
Dil tera ruk jaaye
Khinchu main dor yaadon ki
Kaatu main nashe haatho ki
Tera sar main kaatu
Khushiya baatu dard se chillaye
Roye tu tadepe tu
Le khanjar cheeru jo main tujhe behta hai
Ye lahun behne do pyas hai jo mujhe
Ye waqt shok ka hai khof ka hai
Waqt ye qayamat hai
Todu ungaliya hatho ki
Nochun putaliya aankhon ki
Sine mein jo tere aag meri
Dil tera ruk jaaye
Door se paas se
Pyar se maut doon
Main tujhe choke tu
Chikhe tu chikhe tu
Sikhe tu sikhe tu
Maut ke ghaat pe.
Ye waqt maut ka hai pret ka hai
Ye waqt maut ka hai
Ye waqt dard ka hai
Guzre kal ki bikhari raahe
Chhunkar nikali ye subah
Murda hai ye tann zinda hai jehen
Mitna hai tujhe dushman
Todu ungaliya hatho ki
Nochun putaliya aankhon ki
Sine mein jo tere aag meri
Dil tera ruk jaaye
Khinchu main dor yaadon ki
Kaatu main nashe haatho ki
Tera sar main kaatu
Khushiya baatu dard se chillaye
Roye tu tadepe tu
Le khanjar cheeru jo main tujhe behta hai
Ye lahun behne do pyas hai jo mujhe
Ye waqt shok ka hai khof ka hai
Waqt ye qayamat hai
Todu ungaliya hatho ki
Nochun putaliya aankhon ki
Sine mein jo tere aag meri
Dil tera ruk jaaye
Door se paas se
Pyar se maut doon
Main tujhe choke tu
Chikhe tu chikhe tu
Sikhe tu sikhe tu
Maut ke ghaat pe.
Lyrics taken from
/lyrics/s/siddharth/ye_waqt_maut_ka_hai.html