Aaj Ki Raat lyrics by Sonu Nigam - original song full text. Official Aaj Ki Raat lyrics, 2025 version | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Sonu Nigam – Aaj Ki Raat lyrics
Shaam hai, jaam hai aur hai nasha
Tan bhi hai, man bhi hai pighla hua
Chhayi hai rangeeliyan
Phir bhi hain betabiyaan

Kyun dhadakta hai dil? Kyun yeh kehta hai dil?
Deewana ko ab tak nahin hai yeh pata

Aaj ki raat hona hai kya?
Paana hai kya? Khona hai kya?
Aaj ki raat hona hai kya?
Paana hai kya? Khona hai kya?

Do ghadi mein hi yahan jaane kya hoga
Jo hamesha tha mera bhi mera hoga
Kaun kiske dil mein hai faisla hoga

Faisla hai yahi jeet hogi meri
Oh, deewana ko ab tak nahin hai yeh pata

Aaj ki raat hona hai kya?
Paana hai kya? Khona hai kya?
Aaj ki raat hona hai kya?
Paana hai kya? Khona hai kya?

Aao main tumse kahoon baat chupke se
Rang badlegi pal mein raat chupke se
Tumko le jaaonga phir saath chupke se

Jaaoge tum kahan? Dekho main hoon yahan
Deewana ko ab tak nahin hai yeh pata

Aaj ki raat hona hai kya?
Paana hai kya? Khona hai kya?
Aaj ki raat hona hai kya?
Paana hai kya? Khona hai kya?
×



Lyrics taken from /lyrics/s/sonu_nigam/aaj_ki_raat.html

  • Email
  • Correct

Aaj Ki Raat meanings

Write about your feelings and thoughts about Aaj Ki Raat

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

Featured lyrics

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z