Pehle Pyaar Ka Pehla lyrics by Kavita Krishnamurthy - original song full text. Official Pehle Pyaar Ka Pehla lyrics, 2025 version | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Kavita Krishnamurthy – Pehle Pyaar Ka Pehla lyrics
(Pehle pyaar ka pehla gum
Pehli baar hain aankhen num
Pehla hai tanhaai ka yeh mausam
Aa bhi jaao varana ro denge hum) - 2

Humne the dekhe saath jo milake sapane rooth gaye
Saare khilaune kaanch ke nikale chhan se toot gaye
Ab hum hain tanhaai hai – 2, ek udaasi chaai hai
Dhadakan bhi hai jaise maddham maddham
Aa bhi jaao varana ro denge hum

Tum jo nahi to duniya humko achchhi nahi lagati
Tum jo nahi to baat koi ho sachchi nahi lagati
Humne dil ko samajhaaya
Humne dil ko samajhaaya
Sau baaton se behalaaya
Lekin dil ka dard nahi hota kam
aa bhi jaao varana ro denge hum

Pehle pyaar ka pehla gum
Pehli baar hain aankhen num
Pehla hai tanhaai ka yeh mausam
Aa bhi jaao varana ro denge hum
×



Lyrics taken from /lyrics/k/kavita_krishnamurthy/pehle_pyaar_ka_pehla.html

  • Email
  • Correct

Pehle Pyaar Ka Pehla meanings

Write about your feelings and thoughts about Pehle Pyaar Ka Pehla

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z