Bheegi Yaadein lyrics by Atif Aslam - original song full text. Official Bheegi Yaadein lyrics, 2025 version | LyricsMode.com
Request & respond explanations
  • Don't understand the meaning of the song?
  • Highlight lyrics and request an explanation.
  • Click on highlighted lyrics to explain.
Atif Aslam – Bheegi Yaadein lyrics
Bheegi bheegi yaadein
Bheegi bheegi yaadein

Naa main jaanu
Naa tu jaane
Kaisa hai yeh aalam
Koi naa jaane

Phir kyun hai yeh tanhayi
Kaisi hai yeh russwaai
Ghum ho gaye tum
Kho gaye hum

Lahmheyyy

Aandhi ho ya tufan ho
Mere maan mein rahe tu sada
Koi apna ho ya paraya ho
Usse dhoondoo main kahan
Toh kyu hai yeh tanhaiye
Kaisi hai yeh ruswaai
Ghum ho gaye tum
Kho gaye hum

Lamhey... raatein
Koi naa jaane
Thi kaisi baatein
Woh barasatein
Woh bheegi bheegi yaadein
Woh bheegi bheegi yaadein

Sagar ki in lehron se gehra hai mera pyar
Sehraaon ki hawaaon mein kaise aayegi bahaar
Phir kyun hai yeh tanhaiye
Kaisi hai yeh russwaai
Ghum ho gaye hum

Lamhey... woh raatein
Koi naa janey
Thi kaisi baatein
Woh barasatein
Woh bheegi bheegi yaadein...
Woh bheegi bheegi yaadein

Who lamhey woh raatein
Koi naa jaaney..
Bheegi raatein
Bheegi yaadein
Woh lamhe wo raatein
Koi na jaane...
Bheegi yaadein
Wo lamhe wo raatein
Koi na jaane
Bheegi yaadein

Wo lamhe

×



Lyrics taken from /lyrics/a/atif_aslam/bheegi_yaadein.html

  • Email
  • Correct

Bheegi Yaadein meanings

Write about your feelings and thoughts about Bheegi Yaadein

Know what this song is about? Does it mean anything special hidden between the lines to you? Share your meaning with community, make it interesting and valuable. Make sure you've read our simple tips.
U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

Post meanings

U
Min 50 words
Not bad
Good
Awesome!

official video

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z