Tujh bin tarse naina
Dilse na jaati hai yaadein tumhaari
Kaise tum bin jeena
Aankhon mein tu hai
Aansu mein tu hai
Aankhein band kar loon
To mann mein bhi tu hai
Khwaabon mein tu
Saanson mein tu
Roja
Roja jaaneman tu hi mera dil
Tujh bin tarse naina
Chhooke yoon chali hawa jaise chhoo gaye ho tum
Phool jo khile thay vo shool ban gaye hain kyon
Jee raha hoon aisliye dil mein pyaar hai tera
Zulm seh raha hoon kyon intezaar hai tera
Tumse mile bina jaan bhi na jaayegi
Kayamat se pehle saamne tu aayegi
Kahan hai tu
Kaisi hai tu
Roja
Roja jaaneman tu hi mera dil
Tujh bin tarse naina
Aankhon mein tu hai
Aansu mein tu hai
Aankhein band kar loon
To mann mein bhi tu hai
Khwaabon mein tu
Saanson mein tu
Roja
Thandi Thandi ay hawa tera kaam kya yahan
Meet nahin paas mein chaandni tu laut ja
Phool kyon khilo ho tum zulf nahin vo yahan
Jhuke jhuke aasmaan meri hansi na uda
Pyaar ke bina meri zindagi udaas hai
Koi nahin hai mera sirf teri aas hai
Khwaabon mein tu
Saanson mein tu
Roja
Roja jaaneman tu hi mera dil
Tujh bin tarse naina
Aankhon mein tu hai
Aansu mein tu hai
Aankhein band kar loon
To mann mein bhi tu hai
Khwaabon mein tu
Saanson mein tu
Roja
Roja jaaneman tu hi mera dil Tujh bin tarse naina Dilse na jaati hai yaadein tumhaari Kaise tum bin jeena Aankhon mein tu hai Aansu mein tu hai Aankhein band kar loon To mann mein bhi tu hai Khwaabon mein tu Saanson mein tu Roja Roja jaaneman tu hi mera dil Tujh bin tarse naina Chhooke yoon chali hawa jaise chhoo gaye ho tum Phool jo khile thay vo shool ban gaye hain kyon Jee raha hoon aisliye dil mein pyaar hai tera Zulm seh raha hoon kyon intezaar hai tera Tumse mile bina jaan bhi na jaayegi Kayamat se pehle saamne tu aayegi Kahan hai tu Kaisi hai tu Roja Roja jaaneman tu hi mera dil Tujh bin tarse naina Aankhon mein tu hai Aansu mein tu hai Aankhein band kar loon To mann mein bhi tu hai Khwaabon mein tu Saanson mein tu Roja Thandi Thandi ay hawa tera kaam kya yahan Meet nahin paas mein chaandni tu laut ja Phool kyon khilo ho tum zulf nahin vo yahan Jhuke jhuke aasmaan meri hansi na uda Pyaar ke bina meri zindagi udaas hai Koi nahin hai mera sirf teri aas hai Khwaabon mein tu Saanson mein tu Roja Roja jaaneman tu hi mera dil Tujh bin tarse naina Aankhon mein tu hai Aansu mein tu hai Aankhein band kar loon To mann mein bhi tu hai Khwaabon mein tu Saanson mein tu Roja Explain Request ×
Lyrics taken from
/lyrics/a/ar_rahman/roja_janeman.html